

कौन कहता है दोस्त तुमसे हमारी जुदाई होगी,ये खबर किस्सी और ने उडाई होगी,शान से रहेंगे आपके दिल मे हम,इतने मेल मे हमने कुछ तोऊ जगह बनाई होगी।
दोस्त या कुछ और॥दोस्ती में दिल का तमाशा देखा नही जता,हमसे टुटा हुआ सीसा देखा नही जाता,अपने हिस्से कि खुसिया भी दे दु तुझे,आये दोस्त तेरा उतरा हुआ चेहरा देखा नही
Jab dosti ki dastaan waqt sunaayega,humko bhi koi dost yaad aayega,tab bhool jaayenge zindagi ke gamon ko,jab aapke saath guzara zamaana yaad aayega..........
Aise dost kahaan milenge........................Jo khai mein bhi dhakka de aayein,Par phir tumhein bachane khud bhi kood jayein,Mere gaano se pareshaan kaun hoga,Kabhi mujhe kisi ladki se baat karte dekh hairaan kaun hoga,Kaun kahega saale tere joke pe hansi nahin aai,Kaun peechhe se bula ke kahega aage dekh bhai...................
Aaj phir aaina hamse puchta hai,Ki teri aankho mai nami kyo hai,Jiski dosti mai khud ko bhula diya,Phir uski dosti mai kami kyo hai...........
[b]Chand Lamho Ki Zindgani Hai, Nafrato Se Jiya Nahi Karte,Lagta Hai Ab Dushmano Se Gujarish Karni Padegi...Kyun Ki Dost To Yaad Kiya Nahi Karte [/b]
Yeh dua hai tumhari zindagi sanwar jaaye,Har nazar mein bas pyaar nazar aaye,Tumhe jiski talash hai khuda kare, Woh khud tumhari talaash mein aaye
Phul banker muskurana zindagi hai,
Muskura ke gum bhulana zindagi hai,
Mil kar khush hue to kya baat hai,
Bina mile hee dosti nibhana zindagi hai,
Apko dekhne ki hasrat si ho gayi hai,
Ab is kadar chahat si ho gayi hai,
Ap milo na milo ae dost ,
Apko dil mein rakhna adat si ho gayi hai,
Give me this answer :-
1)Agar Aankein milne ke baad 2 or 2, 4 ho, jati hai tho
2 dil milne ke bad 1 kyoun ho jata hai,
reply with a solid reason.
Najrein mila ke najrein chura mat lena,
Dost bana kar dushman bana mat lena,
Mana ki tumse bahut dur rahte hai hum,
Isi baat ka bahana bana kar bhula na dena,
Ae kalam zara ruk ke chal,
Kya haseen mukaam aaya hai,
Kuch der thehar ja..
Teri nok ke neeche mere dost ka naam aaya hai… ?
Koi ankhon se baat ker leta hai, koi ankhon me mulakat ker leta hai, bada mushkil hota hai jawab dena jab koi khamosh rehker saval ker leta hai.
Zindagi udas hone ka naam nahi, Dosti sirf paas hone ka naam nahi, Agar tum dur rehkar bhi hamhe yad karo, is se bada hamare liye koi inam nahi
Unka aashiyan dil mein basa rakha hai,unki yaadon ko sine se laga rakha hai. Pata nahin aap hi yaad aate hai kyon,dost to humne hazaaron ko bana rakha hai.